mercoledì 2 maggio 2012

Kya sach me guneghar hun main

Mujhe mere gunha ki saza deAgar gunhegar hun mainPar apne dil pe haath rakh ke bataKya sach me gunegar hun mainGair ke pahlu me panha li nhiAarzoo phoolon ki kabhi ki nhiTo kya katon ka haqdar hun main???Sach bata kya sach me gunhegar hun main??Maine faanslon ko mitane ki kosis bahut kiTeri raah me pade hue patthar ki saza diItna kuch pyaar ke liye kiyaPhir bhi kitna akela hun laachar hun mainSach bata kya sach me gunhegar hun mainMari sadaon par bhi tu lot kar nhi aataZindagi ka ehsaas bhi nhi dilataAb khuda pe bhi bharosa karne laga hunAb patthon ko pujne ke liye bhi teyar hun mainSach bata kya sach me gunhegar hun main???Is tarha zindagi guzarna bahut muskil haiYahi kyun nhi kah deta mujhe mout aayeHaan marne ke liye bhi teyar hun mainMagar meri mout ke baad zarur sochna Kya sach me gunhegar hun main